रविवार, अगस्त 17, 2008

shabana azmi ka dard ab kyon bola

shabana azmi ka dard is samay bola jab desh bhar main huai bomb damako ka pardaphash ho raha hai.shabanaji main ek krantikari gud ab vidhaunsak dosh main badal gai.unke pita kafi azmi sahab unki maa ,bhai,aur unke honhaar pati ne kabhi yah rona nahi roya.jab m.p. rajiya sabha bani to kyon nahi yah masla uthaya,sansad se accha platform to koi ho he nahi sakta tha.sasti lokpriyata hasil karne ke liye madam ji pahle bhi aise kadam utha chuki hai.jaise fire jaise vibadaspad film.
shabana ji ka yah bayan international media dawara Bharat kee chabi ko aur kharab karne ka mauka dega.
kabhi madam ne yah nahi poocha ek non kashmeere kashmeer main apne Bharat main makan nahi karid sakta ,kya boh hinduaon ka haq nahi. is baare main jabab chaiyan.
muslim muslim ka rona kitne sacchey musalmaan hai yah log .shariyat ke baare main kya vichaar hai. shabana ji se jaanna hai.
in sawalo ka uttar agar woh ya unke kaabil pati de sake to accha hoga.

1 टिप्पणी:

आप बताये क्या मैने ठीक लिखा